

Question(Qs) : bina karta ki icha ke karan to kuch karta nahi > Ans: iti manyate, yaha manyata hai aur manyata hi bandhan hai (3:27ahankar vinudh atma iti manyate) > tatavit ho jaaoge (3:28) cintan to kriya ka hi parinam hai, chintan kriya hi hai, kriya ke sath sambandh (sarirva manhobhi) jodne se hi chintan hota hai, kriya apni nahi hai > sarir se bhi, man se bhi, kriya prakrti ke karya me hai. prakrti jad hai, kriya jad mein hi hoti hai, chetan mein nahi hoti ĥ.

Guno se alag karta koi hai hi nahi, jo ye samajh leta hai parmatma ki prapti ha idriyani karta hai > gun guno mein barat te hai> chintan man mein haiĤ.

Man sadhak nahi, aujar hai, aap man nahi ho, aap man ko jannne wale ho, chintan asat hai man karan hai, aap karta ho chintan man mein, aap mein nahi hai aap chintan nahi karte ho, aap manke bina chintan kar hi nahi sakte, kar hi nahi sakte, kriya prakrti ke bina nahi hoti, gita bade jor se kah rahi, parmatma ki prapti ho jai agar isko samazh lo yeh bat intni aham (important) hai.ģ. Anookool aur Pratikool mein raji, naraji nahi hona, acha bura bhi nahi mano, chintan man ka hai, apka nahi hai, ho raha hai usme apki koi jimmedari nahi, apko koi dosh nahi lagega, sansar mein bahut kuch ho raha hai uska apko dosh nahi lagta.Ģ.
